Hamdard Lyrics
Pal do pal ki kiun hai zindagi
Is piyaar ko hai sadiyan kafi nahi
To khuda se maang lon muhlat main ik nayi
Rehna hai ab bas yahan
Ab door tujh se jana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskarahatein hain taqat meri
Mujh ko inhi se umeed mili
Chahy kary koi sitam yahan
In mein hi sada hifazat hai meri
Zindagani bari khubsorat hui
Jannat ab aur kia hogi meri
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri dharkano se hai zindagi meri
Khawahishein teri ab duaen meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo aik hui
Lauton ga tere pas yahan
Wada hai mar bhi jaun kabhi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Is piyaar ko hai sadiyan kafi nahi
To khuda se maang lon muhlat main ik nayi
Rehna hai ab bas yahan
Ab door tujh se jana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskarahatein hain taqat meri
Mujh ko inhi se umeed mili
Chahy kary koi sitam yahan
In mein hi sada hifazat hai meri
Zindagani bari khubsorat hui
Jannat ab aur kia hogi meri
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri dharkano se hai zindagi meri
Khawahishein teri ab duaen meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo aik hui
Lauton ga tere pas yahan
Wada hai mar bhi jaun kabhi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Hamdard Video
Banjaara Lyrics
Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...
Andhere ko andhera nahi, Sirf roshni mita sakti hai
Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mita sakta hai
Jaise koi kinaara
Deta ho sahara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe woh phir se sikha raha
Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar...
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Main mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm...
Andhere ko andhera nahi, Sirf roshni mita sakti hai
Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mita sakta hai
Jaise koi kinaara
Deta ho sahara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe woh phir se sikha raha
Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar...



